Kissi ko bura naa lage sochti hun,
Khud ki chahat ko chakna choor kr jati hun,
Sochti hun samjhenge log isharon se,
Jaane kyun khud ko zakham pahuchati hun..
Nahi aaya koi, naa hi aata hai,
Inn bikhari lehron ko sametne,
Jaane kyu phir bhi har baar,
Raat nahi chandani pe karti hun aitbaar,
Zehen mai hai sab phir bhi,
ladh baithti hun har baar,
Jaane kb tk rahungi khud se khafa,
Kab samjha paungi,
Mein hi mujhko apnaungi,
Koi aur nahi......
CharuLata....
Khud ki chahat ko chakna choor kr jati hun,
Sochti hun samjhenge log isharon se,
Jaane kyun khud ko zakham pahuchati hun..
Nahi aaya koi, naa hi aata hai,
Inn bikhari lehron ko sametne,
Jaane kyu phir bhi har baar,
Raat nahi chandani pe karti hun aitbaar,
Zehen mai hai sab phir bhi,
ladh baithti hun har baar,
Jaane kb tk rahungi khud se khafa,
Kab samjha paungi,
Mein hi mujhko apnaungi,
Koi aur nahi......
CharuLata....
No comments:
Post a Comment